Thursday, April 15, 2010

II Shri Vishnu Aarti - Universal Aarti II


Om jai Jagdish hare, Swami jai Jagdish hare,

Bhakt jano ke sankatDaas jano ke sankat, Kshan mein door kare,

Om jai Jagdish hare

Jo dhyave phal pave, Dukh bin se mun ka,

Swami dukh bin se mun ka

Sukh sampati ghar aave, Kasht mite tun ka,

Om jai Jagdish hare

Maat pita tum mere, Sharan gahu mein kiski,

Swami sharan gaho kiskiTum bin aur na dooja, Aas karun mein jiski,

Om jai Jagdish hare

Tum puran Parmatma,Tum Antaryami,

Swami tum Antaryami

Par Braham Parmeshwar, Tum sabke swami,

Om jai Jagdish

hareTum karuna ke sagar, Tum palan karta,

Swami tum palan karta

Mein sevak tum swami, Kripa karo Bharta,

Om jai Jagdish hare

Tum ho ek agochar, Sab ke pranpati,

Swami sab ke pranpati

Kis vidh milun Dyamaye, Tum ko main kumti,

Om jai Jagdish hare

Deen bandhu dukh harta, Tum rakshak mere,

Apne haath uthao, Dwar pada tere,

Om jai Jagdish hare

Vishay vikar mitao, Paap haro Deva,

Shradha bhakti badao

Shradha prem badao, Santan ki seva,

Om jai Jagdish hare

II Shri Hanuman ji Aarti II




Aarti Ke Jai Hanuman Lalaki (3). Dusht dalan Raghunath kalaki
Jaakay bal say giriwar kaapay, Roog doosh jakay nikat na jhankay
Anjani putra maha balli daayee, Santan kay prabhu sada sahaye...
Day beeraa Raghunath pataway, Lanka jaaree seeya soodi laayee
Lanka so koti Samundra Seekhaayee, Jaat pawansut baran layee
Lanka Jaari Asur Sanghaaray, Seeya Ramjee kay kaaj sawaray...
Lakshman moor chet paray Sakaaray, Aani Sajeewan praan ubaaray
Paitee pataal toori jam kaaray, Ahi Ravana kee bujaa ukhaaray
Baayay bujaa asur dhal maaray, Dahinay bujaa sant jam taray...
Sur nar Muni aarati utaaray, Jai jai jai Hanuman ucharaay
Kanchan thaar Kapoor loo chaayee, Aaaarati karat Anjani maayee
Jo Hanuman kee Aaarati gaaway, Basee Baikoontha param pad paaway...

II Laxmi Aarti II


Om Jai Laxmi Mata, Maiya JaiLaxmi Mata,

Tumko nis din sevat, Hari, Vishnu Data

Om Jai Laxmi Mata
Uma Rama Brahmaani, Tum ho Jag Mata,

Surya ChanraMa dhyaavat, Naarad Rishi gaata.

Om Jai Laxmi Mata.
Durga Roop Niranjani, Sukh Sampati Data,

Maiya Sukh Sampati Data

Jo koyee tumko dhyaataa, Ridhee Sidhee dhan paataa

Om Jai Laxmi Mata.
Jis ghar mein tu rehtee, sab sukh guna aataa,

Maiya sab sukh guna aataa,

Taap paap mit jaataa, Man naheen ghabraataa.

Om Jai Laxmi Mata
Dhoop Deep phal meva, Ma sweekaar karo,

Maiya Ma sweekaar karo,

Gyaan prakaash karo Ma, Moha agyaan haro.

Om Jai Laxmi Mata.
Maha Laxmiji ki Aarti, jo gaavey

Maiya nis din jo gaavey,

Uraananda samata, paap uttar jata.

Om Jai Laxmi Mata.

Wednesday, April 14, 2010

II Shiv ji Ki Aarti II


OM JAI SHIV OMKARA, PRABHU JAI SHIV ओमकारा

BRAHMA VISHNU SADA SHIV, ARDHANGII DHARAOM

JAI SHIV ओमकारा

...
EKANANA CHATURANAN PANCHANAN RAJE

HANSANAN, GARURAASAN VRISHVAHAN SAJEOM

JAI SHIV OMKARA....
DO BHUJA, CHAAR CHATURBHUJA DASHABHUJA ATI SOHE

TIINON ROOP NIRAKHATE TRIBHUVAN JAN MOHEOM

JAI SHIV OMKARA...
AKSAMALA VANAMALA MUNDAMALA DHARI

CHANDANA MRIGAMAD SOHAI BHAALE SHASHIDHAARI

JAI SHIV OMKARA...
SHVETAMBARA PIITAMBARA BAAGHAMBARA ANGE

BRAHMADHIK SANAKAADHIK PRETAADHIK SANGEOM

JAI SHIV OMKARA...
KARA MADHYE KAMANDALU AU TRISHUL DHARI

JAGKARTA JAGHARTA JAGAPALAN KARTAJAI

SHIV OMKARA...
BRAHMA VISHNU SADASHIVA JANATA AVIVEKA

PRANAVAKSAR KE MADHAYA TINONH EKAOM

JAI SHIV OMKARA...
TRIGUN SWAMI KI AARTI JO KOI NAR GAVEKA

HATA SHIVANANDA SWAMI MANA VANCHITA PHALA PAVE

JAI SHIV OMKARA...

II Ambe ji Ki Aarti II




Jai Ambe Gauri maiya, jaa Shyama Gauri

Nishdin tumko dhyavat, Hari Brahma Shivji,

Jai Ambe....
Mang sindur birajat, tiko mrigmad ko,

ujjvalse dou naina, chandravadan niko,

Jai Ambe....
Kanak saman kalevar, raktambar raje,

Raktapushp galmala, kanthhar saje,

Jai Ambe....
Kehari vahan rajat, khadg khappar dhari

sur nar munijan sevat, tinke dukhahari,

Jai Ambe....
Kanan kundal shobhit, nasagre moti

Kotik chandra divakar, samrajat jyoti,

Jai Ambe....

Shumbh- nishumbh vidare, MahishaSur ghatia

Dhumra-vilochan naina, nishdin madmati

Jai Ambe....
Chand-mund sanghare, shunit beej hare

Madhu Kaitabh dau mare, sur bhayheen kare

Jai Ambe....
Brahmani, Rudrani tum Kamala Rani,

Agam-nigam bakhani. turn Shiv patrani,

Jai Ambe....
Chaunsath yogini gavat, nritya karat Bhairon,

Bajat tab mridanga, aur bajat damru,

Jai Ambe...
Tum ho jag ki mata, tum hi ho bharta,

Bhaktan ki dukh harta, sukh sampati karta,

Jai Ambe....
Bhuja char ati shobhit, var mudra dhari,

Manvanchhit phal pavat, sevat nar nari,

Jai Ambe....
kanchan thal virajat, agaru kapur bati

Malketu men rajat, kotiratan jyoti,

Jai Ambe....
Shri ambe ji ki aarti, jo koi nit gave,

kahat Shivananda swami, sukh sampati paaveJai

Ambe....

II Ganesh Aarti - Hindi II


JAI GANESH JAI GANESH JAI GANESH देवा

MATA JAKII PARVATII, PITAA MAHAAदेवा

EKA DANTA DAYAVANTA, CAAR BHUJA धारी

IMATHE SINDUURA SOHAI, MUUSE KII SAVARIJAI

GANESH...
ANDHANA KO AANKHA DETAKORHINA KO काया

BANJHANA KO PUTRA DETANIRDHANA KO MAAYAJAI

GANESH...
PAANA CARHE, PHUULA CARHEAURA CARHE मेवा

LADDUAN KO BHOGA LAGESANT KAREN SEVAJAI

GANESHA...

Healing Power

Music calms down the nerves, and helps in Healing.